Kon si hai wo cheez jo yahan nahi milti

Kon si hai wo cheez jo yahan nahi milti, Kon si hai wo cheez jo yahan nahi milti, Sabko mil jata hai lekin, haan…maa nahi milti Kon si hai wo cheez jo yahan nahi milti, Sabkuch mil jata hai lekin, haan …maa nahi milti…maa nahi milti Yaad kisi ko hoto aisi baat sunayein, Jisme kahin na kahin maa ki baat na aaye, duniya me aisi dastan nahi milti, ho Sabko mil jata hai lekin, haan…maa nahi milti.. Kon si hai wo cheez jo yahan nahi milti, Sabkuch mil jata hai lekin, haan …maa nahi milti…maa nahi milti Jinki maa hoto hai khushkismat hote hain, jinki maa nahi hoti jeevan bhar rote hain, Jinki maa hoto hai khushkismat hote hain, jinki maa nahi hoti jeevan bhar rote hain Jism unhe milta hai lekin jaan nahi milti Sabko mil jata hai lekin, haan…maa nahi milti Mandir pe bhi ae man kuch rahi nahi rukte, Ishwar se aage bhi kitne sar nahi jhukte, maa ko jo na maane wo jubaan nahi milti, Sabko mil jata hai lekin, haan…maa nahi milti

Read the full entry

Log in to unlock this spiritual diary and connect with devotees.

Thoughts & Discussion

Join the Devotee Community

Log in to see what other devotees are saying, share your spiritual experiences, and join the discussion.