Umar ka panchi udtha jatha

Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re Kisse patha hai kal kya hoga Patha nahi kis pal kya hoga Kal chakra chaltha mad matha Kyo prani prabhu naam na gatha re Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re Kachi sason ki kya asha Kar jaye kab bandh tamasha Tu murakh man kyo barmatha Kyo prani prabhu naam na gatha re Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re Aaj kahe kal naam ratonga Kal aye phir kal japalonga Bhita kal kabi loutana atha Kyo prani prabhu naam na gatha re Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re

Read the full entry

Log in to unlock this spiritual diary and connect with devotees.

Thoughts & Discussion

Join the Devotee Community

Log in to see what other devotees are saying, share your spiritual experiences, and join the discussion.