Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi | Jubin Nautiyal | Payal Dev | Manoj Muntashir | Lovesh N |Bhushan Kumar

Uncha Hai Bhawan Uncha Mandir Unchi Hai Shaan Maiya Teri Charno Mein Jhuke Baadal Bhi Tere Parvat Pe Lage Shaiya Teri Hey Kaalratri Hey Kalyani Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Teri Mamta Se Jo Gehra Ho Aisa Toh Saagar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Jaise Dhara Aur Nadiyan Jaise Phool Aur Bagiya Mere Itne Zyada Paas Hai Tu Jab Na Hoga Tera Aanchal Naina Mere Honge Jal-Thal Jayenge Kahan Phir Mere Aansu Dukh Door Hua Mera Saara Andhiyaron Mein Chamka Taara Naam Tera Jab Bhi Pukaara Sooraj Bhi Yahan Hai Chanda Bhi Tere Jaisa Ujagar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Hey Kaalratri Hey Kalyani Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Tere Mandiron Mein Maayi Maine Jot Kya Jalayi Ho Gaya Mere Ghar Mein Ujala Kya Bataun Teri Maya Jab Kabhi Main Ladkhadaya Tune Das Bhujaon Se Sambhala Khill Jaati Hai Sukhi Dali Bhar Jaati Hai Jholi Khali Teri Hi Mehar Hai Mehrawali Mamta Se Teri Badhke Maiya Meri To Dharohar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Hey Kaalratri Hey Kalyani Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Teri Mamta Se Jo Gehra Ho Aisa Toh Sagar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi Maa Meri Maa… Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Read the full entry

Log in to unlock this spiritual diary and connect with devotees.

Watch Video

Main Video Thumbnail

Thoughts & Discussion

Join the Devotee Community

Log in to see what other devotees are saying, share your spiritual experiences, and join the discussion.