Khushiyan Manao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka

Khushiyan Manao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka - 2 Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka - 2 Naach Rahe Hai Chand Sitare - 2 Avtaar Liya Mere Satguru Pyare Janam Liya Mere Satguru Pyare Dev Bjaye Sunder Saj Re, Janamdin Satguru Ka Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Door Hue Bharam Andhere-2 Gyan Bhagti Ke Hue Sawere - 2 Darshan Pao Sab Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Bhagya Jage Shri Satguru Mile Hai -2 Jeewan Bagia Mein Phul Khile Hai - 2 Mehke Sugandhi Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Prabhu Roop Shri Satguru Aaye - 2 Daas Ne Puran Dasrhan Paye - 2 Bhagton Ke Sirtaaj Re, Janamdin Satguru Ka Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka Sab Sangat Mil Gaave Vadhaiyaan - 2 Shri Satguru Ji Ki Umraan Sawaiyaan - 2 Sada Rahe Tera Raaj Re, Mere Satguru Ka Mangal Gao Mil Aaj Re, Janamdin Satguru Ka

Read the full entry

Log in to unlock this spiritual diary and connect with devotees.

Thoughts & Discussion

Join the Devotee Community

Log in to see what other devotees are saying, share your spiritual experiences, and join the discussion.