Pyara sja hai tera dwaar bhwani

Pyara sja hai tera dwaar bhwani... bada pyara sja hai tera dwaar bhawani... bhagto ki lgi hai kataar bhawani.. tere bhagto ki lgi hai ktaar bhawani.. Unche parwat bhawan nirala - 2 Charno me Ganga ki dhaar bhawani Bada pyara saja hai tera dwar bhawani Laal chunariya Laal-2 chooda - 2 laal phulo k sohne haar bhawani.. Bada pyara saja hai tera dwar bhawani Jagmag Jagmag jyoti jagi hai - 2 Aake sheesh navae sansaar bhawani.. Bada pyara saja hai tera dwar bhawani

Read the full entry

Log in to unlock this spiritual diary and connect with devotees.

Thoughts & Discussion

Join the Devotee Community

Log in to see what other devotees are saying, share your spiritual experiences, and join the discussion.